Admission Bise Multan pk | A Beginners Guide
What if the website is not working on result day? (Urdu Roman)
Answer: Result day par traffic zyada hota hai is liye site slow ho sakti hai. Thodi dair baad try karein ya SMS service use karein. Phr b apko result na mile to ap b i s e Multan se ya hm se rabta krein.
What is considered passing marks in 9th class? (Urdu Roman)
Answer: Har subject mein kam az kam 33% marks lana zaroori hota hai. 2025 m ho skta hey y 40% p ho jaye. Hamara bise of Multan board ki trf se update hey. Agar kisi mein kam aayein to fail count hota hai.
When will the 9 class results 2025 announced? (Urdu)
Answer: Hmara b i s e Multan ka 9 class results 2025 July ke aakhri haftay mein aata hai. Official site par notification milti hai. Students ko chahiye apna roll number tayar rakhein. Website aur SMS dono tareeqe available hain.
Does the bise Multan 9 result include practical marks? (Urdu)
Answer: 9th class mein practical marks nahi hote, sirf theory exam ke marks hote hain. Practical exams 10th class mein hotay hain. Agr koi candidate dono parts k exam de ga to b us k b i s e Multan k practicals hon ge.
How can I check my bise Multan 9 result online? (Urdu)
Answer: Aap official website par ja kar roll number daal kar result check kar sakte hain. Apko bise board Multan ki site result ke din slow ho mil skti hey., lekin kuch dair baad easy se result milta hai.
How can private students check their 9 class results 2025 Multan board? (Roman Urdu)
Answer: Private students bhi roll number ke zariye bise Multan 9 result check karte hain. Website ya SMS dono options unke liye bhi available hain.
Can I check 9 class results 2025 Multan board by name instead of roll number? (Roman Urdu)
Answer: Y board of intermediate education Multan ka result roll number se hi check hota hai. Name se result milna mushkil hota hai. Agar roll number yaad nahi to school se maloom karen. Agr koi b sort e haal smj ni ati to hm apk liye y kaam krein ge. Ticket k zrye hm se rabta krein.
Question: Sir me regular student ho likin net se nikalwa loo tu paper me issue ban saktah he ya NAHI? ANS: Y question roll no slip online k bare m pocha gya hey. Sawal y hey k Punjab Board Multan ki trf se jo Online roll number slip ati hey, agr wo hm ko na mile ya koi issue ho to regular hone ki sort m wo net se nklwa k use ho skti hey k ni? Is ka jawab y hey k Online roll number slip jo k Punjab Board Multan ki trf se online jari ki jati hn, lekin regular apni roll no slip privately access ni kr skte. Y regular roll no slip kisi b private tareqe se ni mil skti. Is k liye candidate ko apne institute se e rabta krna pre ga. Ab is question ka jwab yhi bnta hey k bhai apko apki BISE online roll number slip ni ml skti. Is k ilawa agr ap Online roll number slip chahein to ap apne institute se rabta kr skte hn. Wese to Multan Board Intermediate ki trs se roll no slips wgera dack se b beji jati thein. Ab ki bar kch method change ho gya hey. Ab mojoda sort e haal m jo BISE online roll number slip jari ki jati hn un m se private roll no slip online internet p e jari kr di jati hn. Jis ko Punjab Board Multan r dosre boards k student internet p e ghr m print kr skte hn. Is tra jin student ko roll no slip ka problem hota hey wo to solution ho gya. Mgr Regular students ki roll no slips schedule k mtabq ab srf idare k portal m e online jari ki jati hn manual ni beji jati. Agr manual b bejni ho to institutes k address p jari hoti hn.
Question: Sir mana 9th ka 2 saal pehla private dahila baja tha aak school sa . Lakin mana woh cancel nahi krwaya . ab muja dubara paper dana han 9th ka. Toh kia muja private dakhla bhi cancel cancel krwana para ga? Answer: Y query jo pochi gi hey y 9th class admission Last Date k bare m h jo k BISE Board Multan se related h. To is bare m m apki malomat m azafa krna chahta hon k Multan Board r is k ilawa jitne b Punjab m boards hn un m re admission 9th srf ak dfa krwaya ja skta hey. Yani is m details kch is tra se hey k jo candidate phli dfa Punjab Board Multan 9th class m admission leta hey r wo paper deta hey ya ni deta mgr us ko roll no jari ho jata hey. To is ka mtlb phr wohi howa k us n admission r paper ki attemp ak dfa pori kr li hey. Ab BISE of Multan Board m wo apne phle wale result cancel krwaye ga. Ya phr online admission k wqt khud e cancel kre ga. Jo b option availble ho us ko avail krte hoye student apna result cancel krwa k readmission ki saholat ko use krte hoye 9th class m readmission le skta hey. Dosri dfa yni re admission lene k bd agr phr b us ka result down rhta hey to is k bd Punjab Board Multan us ko dobara admission ki ijazt ni deta. Yni k third time m 9th class readmission ki Punjab Board Multan m ijazat ni hoti.
Will the Bise Multan pk 9th result be available in pdf form? (Urdu Roman)
Answer: Jee haan, bise Multan 9 result gazette mein bhi hota hai. Schoolon ko PDF file milti hai. Apne school se gazette ka access le sakte hain. Ap net se b download kr skte hn. Phr b na mle to hm se ticket le k bat krein. Hm apko provide kr dein ge.
Will the result be available on mobile app too? (Urdu)
Answer: Kuch apps b i s e Multan ka result show karti hain, lekin authentic source official website ya SMS hi hai. Mobile apps se bhi try kar sakte hain. Is k ilawa msg bej k b result mil skta hey.
What is the Result SMS code for bise Multan pakistan? (Urdu)
Answer: SMS code 800299 hai. Is number par apna roll number bhejein aur bise Multan 9th result mil jata hai. Simple aur fast tareeqa hai.
Do we get grades or marks in result? (Roman Urdu)
Answer: Y bise Multan 9 result mein marks ke sath grade bhi diya jata hai. Har subject ke marks aur overall grade show hota hai. Mazeed details to ap ko board of intermediate and secondary education Multan ki official website p e mil skti hey.
Can I apply for rechecking of 9 class results 2024 Multan board? (Roman Urdu)
Answer: Jee haan, aap result ke baad rechecking ke liye apply kar sakte hain. Ap bise Multan board ki website par application form le skte hn. Fee pay kar ke request bhejni hoti hai.
Is it possible to improve 9th class marks? (Urdu Roman)
Answer: Nahi, 9th class ke marks improve nahi kiye ja sakte. Aapko Multan board of intermediate m 10th class ke exams mein achha perform karna chahiye final percentage ke liye. Phr b ap Bise Multan pk ki official web visit krein.